HEY DOSTON !

Main kuch dino se is topic par likhna chahta tha but time na hone ki wajah se nahi likh pa raha tha.wajah is ki ye thi ke FORBES MAGAZINES ne top India top 10 richest Billionaries ke naam se chhapa tha.

pahle Forbes Megazine ke bare mein kuch bata don ke ye  ek American Bi-weekly business magazine hai jo 15 September 1917 se ab tak Finance , Industry,investment aur marketing topic par articles chhapti aa raha hai.puri dunya mein is ka bad naam hai aur Dunya ke bade bade businessman, industrialist , ceos , investor  aur entrepreneurs is ko padhte hain.

Forbes ne kuch din pahle ek list list isuue ki jo har saal karti hai.list ka topic tha " INDIA TOP 10 RICHEST BILLIONARIES '' jis mein Mukesh Ambani ko 36.8 Billion daulat ke sath pahle rank par rakha us ke baad nos. wise  Radhakishan Damani , shiv nadar ,uday kotak ,Gautam adani,sunil mittal,crrus poonawala, Kumar Birla ,lakshimi mittal aur 10th position par Azim prem ji aur dilip Sanghvi ko tie ke bunyad par ek sath 10th position Diya gay.



ek sawal aksar sab ke dimagh mein aati hai ke akhir in mein aisi kon si baat hai jo har saal un ke daulat mein kai guna azafa karta hai. woh hai un ke kaam se pyar , passion, dedication aur sikhene ki chah.

bade log apne kaam se behad pyar karte hai .pahle woh koi field chunte hai us mein skill siekh kar  expert bante hai.phir us mein dedication ke sath khud ko us mein jhonk dete hai.but hamre society mein aisa nahi hota hum ek kaam shuru nahi karte ke dosra kaam mein khud ko involve kar lete hai .natiza kisi mein bhi success nahi milti.us ki missal yuh le lete hai ke ek shakh ko pyas lagti hai aur woh zameen khudna shuro karta hai aur jaise hi pani milne wala hota hai us ko lagta hai yaha kuch milne wala nahi hai aur woh us jagah ko chhod phir usi kaam ko dusri jagah karna yani khudna shuru karta hai.aur us ke sath har baar nakami milti hai.aagar woh sabar ke sath kisi ek jagah hi zameen khudta tu us ka waqt mahnat bachta aur sath hi us ka maqsad yahi pani bhi mil jata.is baat ka khayal har direct selling se jude shakhsh ko hamesha yaad rakhna chahiye.nahi tu woh bhi har baar fail hote rahengein.



direct selling mein agar aap career banana chate hai tu kisi ek achhi bahteen jo aap ki nazar mein us ka chunao karein, phir us ke products , profile , background, history, business plan , success story , future status ka ache se search aur reseach kar ke join karein. phir us mein dedication , passion ke sath itni mahnat karein ke dunya aap ke success ko slam karne lage.

Doston main ne ATOMY ko chun liya hai.agar aap ne bhi chun liya hai tu best of luck aur agar aap ne abhi tak Atomy ke bare mein kisi doubt ke shikar hai tu hum aap ki doubt ko clear kar degein. is ke liya  hamre site ke  Top leader ke button par click kar ke wahan pahle top leader ke contact no.par contact kar jankari hasil kar lein.aur hamari team se jud jaein.Niche Atomy ke official page ka link de raha hoon.wahan jakar aap khud se bhi join ho sakte hai agar sponsor id chahiye tu hamare website ke niche kuch Sponsor id diye hue hai us ko aap istemal kar sakte hai.

Best of Luck

Global Atomy India




Post a Comment

If you have any doubt , Please let me know

أحدث أقدم